UPTET (उत्तर प्रदेश) Primary Teacher Recruitment High Court News

The Allahabad High Court has banned the recruitment process for 72825 posts of assistant primary teachers in the state (Uttar Pradesh ), the ban is due a special appeal in High Court .

News Board

Next Date of Hearing – 16/04/2013

 

Comments

  • pushpendra yadav says:

    guys court per bhrosa rkho decison our favour main hoga bcoj mehnat kbhi bekar nahi jati so relex n chill

  • Pratibha says:

    next date 29 april…….

  • amit says:

    sir please give me information about Bed holders, why not join teacher

  • Sneha says:

    Non tet BTC Students ke liye koi information ho to batao

  • Ajeet Singh says:

    Don’t warry dosto is bharti me only TET passed students hi eligible hoge “JAI HO BABA VISHVANATH KI”

  • harshbardhan says:

    bharti hogi koi nahi rokh sakta

  • harshbardhan says:

    bhrti hogi koi nahi rok sakta he april ke last week me

  • Ekta saxena says:

    Court , goverment , judge , vkils charo mile hue hie … Tetians ka paisa milbant kr kha rahe he….. Divide and rules policy apnakr .. Aap logo ko ye baat ab bhi smjh me kyue nhi aati… Hum tetians gunak or merit me larte rh jaynge… Vacancy shikhamitr le urenge . Sarkar bhi yhi chati he . Ye log nrte rhe. Or non tetins ko moke ka laabh de diya jay… Ab bhi moka he sb ekjut ho jao. Bchpna choro ankhe kholo.or sb mil kr bolo – ALLTETIANS BHAI BHAI ….

  • brijesh says:

    once tet is conducted fairly all problems will be solved. Those who qualified earlier they will do again and those who left will get chance.All problem will be sorted out.

  • VIMAL BASHAL says:

    dear umesh study to maine ke h lekin sayad apme viswas ke thode se kami h improve it rahe bat kese study ka to uske leye court h judge h aap mai nhi

  • Pathak ji says:

    Uptet bharti Tet pas walo main se gunank merit adhar par hogi

  • Deepshikha Nagvanshi says:

    Teachers ek aise post hai jo smajsodharak jiski wajah se doctars,engineers,pilot,scientist aur na hi jane kis kis ko janam dete hai….
    aj smaj teacers ki kafi kami hai sarkari schools me,uume usske bavjood bhi iski bharti ko lekar itne natak ho rahe hai…hme intjaar hai sahi nyay ki

  • newshakeel says:

    purani bharti purane niyamanusar aur nayee bharti naye niyam se.

  • newshakeel says:

    kul bharti 72825+72825= 145650

  • harvinder singh says:

    mujhe samajh nahi ata hai ki jo log up mein teacher ki bharti kar rahe hain wo pade likhe bhi hai ya nahin

  • nagesh says:

    judge saab please kal ki date last date hi ho next date mat dena bahut umeed hai hame is vacancy se

  • Jitendra Yadav says:

    pahle yeh mamla tet merit aur acadmic merit ka tha. ab tet banam non
    tet ka ho gaya hai. kahin aisa na ho ki yeh age chalker non tet banam
    graduates ka ho jaye

  • Rajkumar says:

    sarkar aur court ko aur der nahi karna chahiye y 72825 teachro k future ka sawal h do, fast

  • archna says:

    dfdsdfdsfsdfsdf

  • archna says:

    tet ko 50 percent tak wetaige mil sakta hai kaya?

  • Vinod Kumar [203] says:

    No update…Kanha chhup gaye…bakarthoko……

  • yatendra kumar says:

    UP TET KA NIRDAY HO JANA CHAHIE. KYOKI AYE DIN UP TET PAS TEACHERS PARESHAN HO RAHE HAI.KUCH TO BEROJAGARI KAM HOGI. JISKO NAUKARI MIL JAEGI UNHE BEROJAGARI BATTA BHI NAHI DIYA JAEGA.

  • abhi says:

    non tet valo ki yachika kharij

  • sushil ghazipur says:

    kapil g ke dvara mili news ki non tet baahar.sach ya jhuth

  • pravin says:

    aaj nontet out ho gye hai.
    tetmerit wala case start ho gya h 2bje s news milega

  • abhi says:

    sabhi ke liye TET anivarya

  • rajesh pal says:

    today what happening in court please tell me if anybody if know current news & i also request as a question to tet nahi bharti nahi morcha what do u want a job or a bad politicised to tet matter if u r really honest so please don’t play a game on this matter do hardwork for next exam

  • Pradeep kumar says:

    M.r banshal ji……up ki ek khasiyat hai, jo kisi dussre state me nhi hota,kyo ki kuch naya hota hi nahi yaha kewal shoshan hota court me kewal tarekh milati hai koye phaisala milata hi nahi yahan ka kanoon aandha ja hai …… aaj bhi milegi tarikh hi yaa koi phaishala..

  • Rajvir singh says:

    sab log chahte hai how to earn money in a short time? ye in up gov se sikho.

  • Rajvir singh says:

    apne hi apno ko piche khichte hai jaisa is tet bharti mai ho raha hai.na court jate na bharti rukti kuch candits to select hote yaha to kuch nahi ho raha hai.

  • Leave a Reply