aap log kyon so rahe hai.gajne ki koshish kyon nahi karte yeh hamare saath atyachaar hai.sarkar badal rahi hai lekin faisala nahi badal raha hai.hum aaj ke yuva nagrik hain aur is santwana ke shikaar na bane. teacher’s ki kami haifir bhi hamari nukti kyon nahi.urdu shishkon ki vacanci nikalne ka kya matlab kya hai.hamara kitna paisa gaya hai kya sarkar ke paas iska koi byora hai.sarkar yeh kyun nahi samajhti ki kafi students jinke paas paisa na hona paar karj le kar vacancy ke liye apply kiya.par sarkar ko iski koi parvaah nahi aur sirf pareshan kiya jaa raha hai.hume naukri kya kabhi melagi yeh to ek spna sa rah gaya hai.sarkar aur nayay palika dono ko hum jaise students ke future ke soch kar jald se jald neukti karaye …..
]]>