Good News for ‘Shiksha Mitra’- No need to pass the TET

According to a news in ‘Amar Ujala’, there is no need to pass the TET exam (UPTET/CTET) for ‘Shiksha Mitra’ in UP (Uttar Pradesh); That’s a really good news for ‘Shiksha Mitra’ , Take a look :-

राज्य सरकार ने प्रशिक्षण प्राप्त कर रहे शिक्षा मित्रों को सहायक अध्यापक के पद पर समायोजन का कार्यक्रम तय कर दिया है। इन्हें तीन चरणों में समायोजित किया जाएगा। खास बात यह है कि इनके लिए टीईटी पास करने की अनिवार्यता नहीं रखी गई है। केंद्र सरकार ने इन्हें पैरा टीचर की श्रेणी में माना है, इसलिए प्रशिक्षण प्राप्त करने के बाद इनका केवल समायोजन किया जाएगा। प्रमुख सचिव बेसिक शिक्षा सुनील कुमार ने गुरुवार को इस संबंध में शासनादेश जारी कर दिया है।

Currently, about 1.66 lakhs untrained primary teachers (Shiksha Mitra) are working in government schools of the state; And as per RTE guidelines, all these teachers must be trained, so the government had planned to train them in three stages/batches .

  • First Batch  -  58000 will get their posting as permanent asst. primary teachers in Jan. 2014
  • Second Batch – 60000 will get their posting as permanent asst. primary teachers in Dec. 2014
  • Third Batch – Remaining will get their posting as permanent asst. primary teachers in May 2015

Comments

  • lolipop says:

    bap ko delhi beta ko up fir apko 72825 ka lolipop so aap har year de lumsom Rs 40000 danyabad.

  • shiv Mangal Sharma says:

    are wha up govt. kamal hai….shiksha mitro ke liye uptet jaruri nhi hai…jo khud B.A hai..but jo qualified teacher hai unke liye uptet jaruri hai…ab to anpad padayege baccho ko jo khud padna nhi jante….saram kro..saram….b.ed or tet ki degree ko khatam kr do..use to kuch hai nhi inka..or uptet ki jagha anpad tet ka koi test rkh lo…thik hai.

    • sharad says:

      shiv Mangal Sharma koy apni nakami shikshamitrao ke uper thop rahe ho ithne hi layak hote to tum ab tak kahi teacher ban gye hote tumko pata hai ki kahi kahi primary school shikshamitra ke karan chal raha hai .wo (shikshamitra)apni hak ki mang kar rahe hai jo unko milna chahiye .aur tum apni nakamyabi shikshamitrao ke uper thop rahe ho .tum b.ed kar ke gher me bitho ho aur wo(shikshamitra)aaj se nahi kayi shal se primary school me padha rahe hai .

    • satish kumar says:

      Mangl ji mai aapko batana chahunga ki padhe – likhe or anpadho ke baare me ese padhiye—-kya aapko pta hai ki jb B.Ed or M.Ed koi bhi Rs.2200/- me padhane ko tayyar nhi tha tb hm SM ne hi padhana suru kiya tha or uska Result bhi aapke samne haiki kitna sudhaar padhai me hua hai ………aaj aap apne un sathiyo ko dekh lo jo khne ko Sahayak Adhayapak hai lekin apna Transfer ka Form bhi sahi se nhi bhar paa rhe hai. ve padhe likhe hai …….yaar kuchh to soch samajhkr likha kro…….

    • AFJALKHAN says:

      buri najar bale tera mouth kala

  • shiv Mangal Sharma says:

    Sm ko lekar tet k bare me baat karna kamakli hai sm to prathmik school me shiksha de rahe hai aur anya log is layak abhi nahi hai hai k wo primary school ka munh dekhe sm anubhavi hai aur tet se darte nahi kyunki tet to unki mehbooba hai

    • satish kumar says:

      satish kumar says:
      Your comment is awaiting moderation.
      June 7, 2013 at 4:37 pm

      Mangl ji mai aapko batana chahunga ki padhe – likhe or anpadho ke baare me ese padhiye—-kya aapko pta hai ki jb B.Ed or M.Ed koi bhi Rs.2200/- me padhane ko tayyar nhi tha tb hm SM ne hi padhana suru kiya tha or uska Result bhi aapke samne haiki kitna sudhaar padhai me hua hai ………aaj aap apne un sathiyo ko dekh lo jo khne ko Sahayak Adhayapak hai lekin apna Transfer ka Form bhi sahi se nhi bhar paa rhe hai. ve padhe likhe hai …….yaar kuchh to soch samajhkr likha kro…….

  • sp singh says:

    Shiksha Mitra lambe arse se basic education me seva kar rahe hain unhe tet se mukt karte hue samayojan ka faisla bilkul thik hai. ek swagat yogya kadam thanks

  • hriday says:

    sir, last date kab hai uptet ka form submit karne ka?

  • vineet kumar singh says:

    thanks to up govt. because good decision for shiksha mitra
    realy they are worked positively

    Regards
    VINEET KUMAR SINGH
    VILL-SHAHBAJPUR
    POST-AMAWATA
    DISTT-AURAIYA

    206121 U P

  • amit says:

    Agar 2011 teacher ko tet karna jaruri hai to sab ko tet ka paper dena chaiye kyu ki ab sarkar ko khud ke btc or bed per bharosh nahi raha hai is liye tet ka ra rahi hai.

  • mohan says:

    primary bharti ya junior barti me acd merit 50% aur tet merit 50% ko jorkar hona chahiye

  • mohan says:

    employment exchange me jinka name bahut pahle se likha hai aur bed + tet pass bhi hai thatha jinki age 40 years ke aas pas ho chuki hai.unca selection pahle hona chahiye.

  • Geeta Devi says:

    Sir maine TET form to on line bhar diya tha aur fee jma kar di thi but date ki agyanta se photo scan ni karva payi thi to kya ab kuch ho sakta hai jisse mai TET ka exam de saku.

  • rajnish malviya says:

    maine upar ki bhas suni jise sunkar mujhe hasi aa rahi hai jo apne aap ko bed aur btc aur tet paas bata rahe hai wo kitne kaabil hai wo batane ki jarurat nahi hai agar wo itne hi kabil hote ho to aaj merit ki baat nahi karte aur shiksha ka astar aaj jo gir raha hai wo sirf aur sirf merit ki wajha se gir raha hai main to kahta hu ki pahle test lo usme me test k no. ki merit banao na ki high school aur inter ba ki aur tab interview lo tab dekhta hu kitne kabil bed aur btc aur tet aate hai.

  • sanjeev chaudhary says:

    thanks a lot to mr. Akhilesh yadav. At least he thought of s.ms

  • Ramesh Kadekar says:

    Ye sm ka mehnat fal hai. kyu ki sm kahi salonse atyalp mandhan me kaam kar rahe hai.isliye sm iske haqdar hai.aur my up govt ko dhanyawad deta hun.

  • pushpa says:

    ham samajhate hai ki tet ki parikhka jaruri nahi hai ,ye sarkar ki chaal hai …

  • bhagwat sharma says:

    dosto yah acchi news he,jalne walo ko jalne do……ye log humari mehnat nhi jante,or na hi salary, ki koi b majdoor 3500/-me salon karya nhi kr sakta h…ab manniya akhilesh sarkar ko humara mandey badha dena chahiya…..plz C.M gee sm b family wale he kya unka gujara 3500/- me ho jayega…aap hi batao dil se…. is comment ko jyada se jyada share kro…..plz

  • bhagwat sharma says:

    siksha mitra election duty,b.l.o,jangadna ,serve aadi kam free me krte h… or shree akhilesh g siksha mitro ko quality edu…k liye rkha gya tha lekin unse kam kuch or hi liya ja rha he…..

  • satish kumar says:

    Mangal ji mai aapko ek baat or batana chahata hu ki mai bhi M.A. B.ed hu naki Shikshs Mitra, mai bhi apni job ke entjaar hu ki kb mai bhi Primary School me Teacher banu, mgr mai kabhi ye nhi sochta ki SM Sahayak Adhyapak na bne or hm bn jaai, are wo apne haq ki ladaai ld rhe hai unhe apni ladaai ldne de or Dua kre ki wo apne makshad me kaamyaab ho or hm bhi en 72825 Vacancies me hi appoint ho jaai, yaar yadi aap kisi ka bhla nhi soch shakte to kisi ke liya bura bhi mat socho esse apni hi chhavi khraab hiti hai……..so plz aage se dhyaan rkhna………….ok

  • AFJALKHAN says:

    Thnx to up gov

  • Jai kishor says:

    Tet to pass karna hi hai kyon ki NCTE ke anusar teacher banane ke liye TET pass karna hi hai. Up gov.. Ismai kuchh nahi kar sakati.

  • divik prakash says:

    are bhai b.ed walo sharm karo tumko laga tar das sal se padhane wale shiksha mitra anpadh lagate hai to tum bhi 2 year high school and 2 year inter and 3 year b.a. and 1 year bed kool ho gaya 8 year itana padhane wala aur 1o year padhane wala me gadha kaun hai tum khud hi faisala karo. aur muh par kalikh pot kar gadhe me gir jayo aur waha se tumahari utchai aur yogyta ka andaja lagega.

  • pradeep kumar says:

    apni galti shiksha mitro par mat thopo. kyoki krodh me inshan apni buddhi kho baithta hai. jo tum ne kiya hai. b.ed degree to bahut choti hai. esh me aishe log bhi hai jo aap se kahi jayda degree dharak hai. magar shiksh mitra me hi pada rahe hai………….kyo ki sab kismat ka khel hai jo aap ushi ke jaal me phansh gaye hai………..

  • sudhir dwivedi says:

    shikshamitra tet pass kar lenge lekin upa sarkar se pucho result dekhana jante hai

  • Anjani Yadav says:

    Adjma

  • Leave a Reply