UPTET (उत्तर प्रदेश) Primary Teacher Recruitment High Court News

The Allahabad High Court has banned the recruitment process for 72825 posts of assistant primary teachers in the state (Uttar Pradesh ), the ban is due a special appeal in High Court .

News Board

Next Date of Hearing – 16/04/2013

 

Comments

  • Dayanand yadav says:

    what happen today intet counseling pls rply…………………

  • vivek says:

    akhilesh yadav zindabad…………..

    • RAJU says:

      TERI BAHAN KA BHOSHDA VIVEK

      • AMIT says:

        ARE RAJU BHAI OR VIVEK BHAI AP LOG APAS ME LADRE HO HUM EK NHI HAI TBI TO YE SUB HO RHA HAI PLG PLG LDO MAT ISH TAKAT KO EKTA ME LAGAO

    • payal singh says:

      i think… kuch samjh nhi aa rha …
      ki yeh govt kya krna chahti hai… inko jo bhi prob hai vh sare recuirment k pehle hi dcde kr lene tha tet ya academic jo bhi tha pehle consider krna tha jab sb kuch strt ho gaya tb..
      aur sbse badi baat aap bhai behn jinhone yeh stsy liya hai.. aap logo ko bhi pehle jo krna tha krna chahiye…
      kitne log pareshn ho rhe hai 4th feb se couslng bhi strt hui pata nhi kitne dur dur se log aaye the…
      but rly heartly best of luck for my all of them….

    • arvind says:

      kabhi desh par marne walo ko jinda bad kaha hai kya ye neta sirf apna bhala sochte hai vivek. pure ke pure harami hai

    • suresh says:

      akhilesh tere jijaje lagte hai

  • JITENDRA SINGH says:

    Bhayon ye tet 2012 ki bharti hogi ya nahi.

  • ratn says:

    vacancy mein stay lagna acchi baat nahi ye ek bad GOVT. ki pahchan hai tooooooo shameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee

  • ratn says:

    All candidates have cleared the TET. One of the basic questions that arises in these cases is that if the criteria for selection is the TET merit, then whether the selection had taken place before the training, or after the training, the result would have been the same. Clause No. 10 of the Advertisement says that after successful completion of training (approved by the NCTE) the substantive appointments would be made as per 1981 Rules and Twelfth amendment 2011. While deciding a case we have to go by the substance. By way of example if the selected candidates had not been called ‘apprentice teachers’, but had been selected on merits merely for ‘training with scholarships equivalent to salary’,

  • dheeraj says:

    mera to manana hai ki ye bharti hogi kyun ki sarkar bhi kuch hai.

  • Up boy says:

    Saral words me batayiye

    • admin says:

      सरल शब्दों में :-

      प्राथमिक स्कूलों में सहायक अध्यापक भर्ती को 11-02-2013 तक के लिए स्थगित कर दिया गया है | इस दौरन काउन्सलिंग प्रक्रिया भी नहीं होगी |

  • imran says:

    sarkar ab apna rang dekhaigi…..dosto HC ne to naak me dam kar diya hai.

    • Sanjeev Rana says:

      sarkar to rang bahut dino se dikha rahi hai. sarkar ne to bharti ko paisa kamane ka zariya bana lia hai . imraan jaise log sarkar ke chamche hain. or kun na ho sarkar hai bhi imraan kr bhai bando ki hi……….
      abhi supreem court ka faisla aane do…. abhi kya hai. agar faisla aaya to supreem court ye hi kahega ji bharti tet ki merit se karo. ladies ka kota alag karo. or arts or schience ki alag alag merit banao.
      sarkar chahe jo kar le hona ye hi hai…

  • Amardeep says:

    Gov kahti hai krime kam karo krime kaise kam ho jab court aur sarkar mil kar jine nahi dete is bar agar hamara paisa sarkar ne khaya to kasam khate hai pure sestam ko ko hila dege

    • Nitya says:

      Main b yahi chahti hu bhai ji, agar is sarkar ne fir se hamare paise khaye to inki sarkar nahi rahne denge, majak bana diya hai in logo ne is bharti ka, lagta hai ki ye sirf apne election ke liye money ekkhtha kar raha hai

  • ayush singh says:

    high court ne ab sahi kiya hai, sarkar bhi yahi chahti thi, tabhi to overage walo ko, jinki koi galti nahi hai, bahar kar diya jo pichali vaccancy me eligible the. unko kya court sangyan me legi.

    • mohan says:

      arkar ne sabhi tet qualified students ke pagal banaya hai. court ko TET par depened merit banane ka order pass karna chahiya.

  • MAJID says:

    ISSE ACCHA YE BHARTI COURT HI KARE KM SE KM LOGO ME DARR TOH NHI RHEGA KI KB COURT KYA DECISION DE

  • Up boy says:

    Saral word me ye bhi bata dijiye ki reason or matter kya hai

  • Anoop says:

    Only B.Ed apply

    • chandraveer says:

      The best and last solution at this point for Govt is to allow all Bed (TET or Non TET). This will make everyone happy and no one will be lef to put case in court. we hope Govt will look into it till 11 Feb 13. Jai Hind….Jai Bharat…

    • sushil says:

      sahi kye rahe hai anoop ji only bed is liye sabhi log jo non tet hai way sab log 6 feb ko vidansabha me phuch kar only bed ka samartan de sabhi non tet walo se kahna hai ki sabi log 6 feb ko vidansabha sabha me darne ke liye mile abhi moka hai court ne dobar hamare puch me fasala diya hai govt se usko manwana hai ya last moka aap log apne hutho se jane na de jada se jada log ektra ho

  • Deepak says:

    Bahut badi bat hogi yadi tet merit ko mattav diya gaya.
    Tetmeritsaportar+ oveage+antiofb.ed2012

  • Anoop 2012 says:

    Next Uptet kab hoga bhai log.

  • pratibha says:

    agar TET base pe bharti karni hai beshk kro lekin 2011 TET radd karo aur dubara se saaf suthri TET karwao 2011 ki tarah chiting wali nahi………..TET 2011 HAAY HAAY..ESKO RADD KRO RADD KARO RADD KRO..

    • Anurag says:

      Jab 2011 mein tum TET qualify nahi kar payee, toh kya surety hai ki 2013 mein kar lo gi.Na tumhara hua hai na hoga tum kaun hoti ho court, sarkar aur system pe ? mark lagane wali.

      • pratibha says:

        anurag bhai etni taklif ho rahi hai toh sidhi bharti karwa lo merit k aadhar pe TET ko bich me kyo daal rahe ho fir dekhti hu k aun kitne pani me hai kyo dar rahe ho b.ed 2012 walo se etna hi confidence hai toh dhairya rakho apka bhi ho hi jayega..aur fir b.ed apne bhi kiya hai hamne bhi fir aisi gair jimmedarana baat acchi nahi lagti….

    • arun says:

      haan doosri TET aur kara lo aur fir 2 saal tak result aane ka wait kao fir agle 2 saal tak appointment hone ka wait karo fir maya didi aa jayengi vo akhilesh bhaiya ki baat cancle kar dengi…fir court case karwayengi, fir tum form bharna, aur inko paise khilana..naukri to buddhe hokar karna. In bahan bhai ki ladai me candidates ko budhapa aa jayega

    • AMIT KUMAR says:

      JO LOG UPTET 2011 JAISA SARL EXAMS PAAS NAHI KER PAYE WO IN FUTURE ME BHI PAAS KER LE YE KHAJOOR SE FRUIT TODNE KE BARABAR HOGA.

      • Anurag says:

        I am with you Amit Bhai, yehi baat toh mai Pratibha ko samajhna chaah raha hun, kahin aisa na ho jaye ki bahut der ho jaye.

    • BALVIR says:

      itne paise mere paap ke pass nahi hai…….tumhare paap ke pass ho tho…karwalo akele……AN IDIOT SUGGESSTION

    • nacveen says:

      pratibha kya tu guarantee degi ki ab ki bar TET me koi ghadbad nahi hogi?????

    • sushil says:

      sahi kye rahe hai anoop ji only bed is liye sabhi log jo non tet hai way sab log 6 feb ko vidansabha me phuch kar only bed ka samartan de sabhi non tet walo se kahna hai ki sabi log 6 feb ko vidansabha sabha me darne ke liye mile abhi moka hai court ne dobar hamare puch me fasala diya hai govt se usko manwana hai ya last moka aap log apne hutho se jane na de jada se jada log ektra ho

    • Dm says:

      Saaf suthari ki kaun gaaranti lega dusari tet ki tum loge 100% pure ki kewal doshiyo ko saja milni chahiye ok

  • Anoop 2012 says:

    Lagta hai ye teachar bharti nahi ho paegi.

  • kalyan singh says:

    counsellings are continued but need of more discussion in court………………………….. do’nt worry………. always happy……….. take care.

  • Anoop 201 says:

    Is bharti me non tet b.Ed 2012 ko mouka dena chahiye.

    • Anurag says:

      Bhai non TET walo ko kyun mauka dena chaiye, jo TET qualify kar ke baithe hai woh kya bewakoof hain, sabhi TET qualified bhai aur behanye hi Teacher banne ke layak hain. Kyu mere TET qualified doosto main theek keh raha hun na. Please respond to my post.I want to see how many of you support me.

      • arun says:

        anurag bhai ap bilkul thik kah rahe ho, inse TET to paas hui nahi, merit me ye ayenge nahi, bus process ko delay karayenge.ab pagal ki tarah case karte fir rahe hain

        • Naveen Kumar Pal says:

          Bhai logo jab tet nahi tha to kya b.ed walo ko job nahi milti thi
          Or waise bhi tet ka paper hue 1 saal se bhi jayada ho gaya hai
          Agar hum private job kar lete toab tak pata nahi kitne kama lete
          Ye problem kisi ek ki nahi pure up ki hai or na jane kitne log govt.
          Job k liye khali bhete hai sirf or sif intzaar mai ki kab se joining
          Hogi wo kon sa din hoga jab hum pheli salary leker ghar pe jayengai
          Wo kon sa din hoga jab hamare fund mai lakho rupe hogai….

      • SANJAY SINGHANIYA says:

        BILKUL SAHI KAHA DOST

      • priya gautam says:

        anurag ji aap bilkul theek keh rhe he ham apke saath hai

      • sameer says:

        ha bhai aap bilkul sahi keh rahe hai …kya ham TET qualified log bevkoof hai jo 2 saal se apna time aur paisa barbad kar rahe hai….sari zindagi ka sukun kho gya hai is tet aur job k chakkar me..pta nahi ye akhilesh bhaiya aur maya didi ham logo ko kabhi teacher banne degi bhi ya nahi…

      • yogendra says:

        bilkul sahi baat hai without tet no bharti

      • Nitya says:

        Anurag ji main apki bat se sahmat hu, aur agar tet ko valid karna hi nahi the to hamare paise kyu barbad kiye, ye gov. Hamare future se khilwad kar rahi hai, non tet walo ko koi chance nahi milna chahiye agar unhe job deni hai to unke liye gov. Ko kuch aur sochna chahiye

      • Nitya says:

        I support u anurag ji

      • padmawati says:

        tet na ho ke jaose ias pass kar liya ho.

    • arun says:

      anup bhai ..non TET ko mauka kyon milna chahiye, kya TET ka exam clear nahi kar paye the? aur agar nahi kar paye thhe to bada maza aa raha hoga ab apko

  • amresg says:

    up me NAUAKRSAHI RAJSAHI NYAYSAHI SAB CORRUPT HAI AUR JANTA KO KEWAL MURKH SAMJH RAHE HAI;;;;

    36 ARAB KA GHOTALA HAI AUY SARKAR+COURT …DONO MILKKER YE PAISA KHAYENGE

  • sangh priy gautam says:

    yaaro meri to samajh me hi nahi aa raha he kaisa system he koi decision hi nahi le pa rahe he ki bharti kare ya na kare jaib khali kara kar bas idhar se udhar kar rahe he bharti karni he to karo ek saal se bachcho ke sath bas khilbad sa kar rahe he bharti hoge ya nahi kisi sach pata ho to bata do

  • pallav singh says:

    yeh bharti nahi ho payeegee

  • om prakash says:

    high court bahut sahi kiya ham samman karte hai kyoki kisi ke sath annay nahi hona chahiye.

  • Anoop 201 says:

    Partibha ji mai to kahta ki tet 2011 ko nirast karke. Next tet karaya jay aur is vaccancy ka form fir se bhara jay. Kyoki tet2011 me paise ke bal per ghotala huaa hai

  • Anoop 201 says:

    Partibha ji mai to kahta ki tet 2011 ko nirast karke. Next tet karaya jay aur is vaccancy ka form fir se bhara jay.

  • nandita chauhan says:

    why these vacancies r cancelling again n again

  • MANOJ says:

    “2012 VALE SAVDHAN”
    SARKAR KI NITI HAI KI 2012 KI COUNSILING KARA KAR HATA DIYA JAYEGA KYOKI KOI BHAGDAR NA HO YE UNDER KI BAT HAI…….DABAV BANAYE RAKHO….

  • rajiv says:

    dosto,
    mujhe lagta hai eak case or daier hona chaiye is baat ko leker ke ,ki jab eak 500 rs ka dd leker pure UP ki B.ed me counseling ho sakti hai TO sarkar dwara har jile me 500 rs lene ki kya mansa hai.

    • Anurag says:

      Bhai yeh sab paise ke laalchi hai aur kamane ka naya tareeka nikala hai, aap batao na ki agar Rs.500 yeh per candidate charge karte sabhi districts ke liye tab bhi State Govt ke paas kafi paisa aa jata , magar yeh to sarkar ki gandi niyat hai ki employment ke naam pe hum sabhi dosto ka exploitation hai.

  • MANOJ says:

    2012 VALO KO PURA ADHIKAR HAI …NAHI TO 2012 KA TET HO….NAHI TO BHARTI NIRAST HO…2012 VALE TAIYAR RAHO….2011 VALE SOCH RAHE HAI KI TET ME KABHI PASS HO NAHI SAKATE SO BAR BAR COURT JA RAHE HAI….45% VALA BHI SOCH RAHA HAI KI HUM GURUJI BAN JAYE

    • AMIT KUMAR says:

      2012 WALO KI NEYAT ME KHOT HAI TABHI TO PURA SAAL 2012 BEEET GAYA AUR KUCH NA BOLE. SOCH RAHE THE KI HAMARE SAATH WALO KO NAUKARI NAHI MILEGI AUR HUM APNE BATCH ME AAGE NIKAL JA RAHE HAI.KARAN UPTET2011 KO ILLIGILE TARIKE SE PAAS KIYE HAI.

  • Shakti singh says:

    Bhaeo yeh sarkar hum sub ka fayda utha rhi hai
    ish sarkar ki ..-.,
    to bharti karne ke mann me nhi hai
    yeh sarkar 1985 se lekar 2014 tak walo ko tet pass karne k baad voting k time tak karni chahti hai
    pata nhi videsh me kiya khata tha ye so india walo ko hi paresan kar rha hai
    Agar bhaeo aap ko
    kahi par punamdhillo mel jayen to kiya kahoge
    plz

  • Leave a Reply